Chunari Mein Daag Lyrics - Tony Kakkar, Yohani

Chunari Mein Daag Lyrics by Tony Kakkar is a latest Hindi song sung by Tony Kakkar, Yohani & Ikka. Lyrics of this song are penned by Tony Kakkar and music also given by Tony Kakkar.

Chunari Mein Daag Lyrics

Chunari mein laga daag saiyan
Jaaun main ghar kaise
Chunari mein laga daag saiyan
Jaaun main ghar kaise

Chunari mein laga daag saiyan
Jaaun main ghar kaise
Chunari mein laga daag saiyan
Jaaun main ghar kaise

Lamba ghunghat daal ke
Joban zara sambhal ke
Shor yeh kitna karti hai
Teri payal rakhna utaar ke

Chhup chhup ke tu chaliyo
Naagin chalti hai jaise

Chunari mein laga daag saiyan
Jaaun main ghar kaise
Chunari mein laga daag saiyan
Jaaun main ghar kaise

Chunari mein laga daag saiyan
Jaaun main ghar kaise
Chunari mein laga daag saiyan
Jaaun main ghar kaise

Teri chunari pe daag hai
Choli mein aag hai
18 ka yauvan
Jhulsane wala taap hai

Banda hoon main sahi
Thodi niyat si kharaab hai
Humare yahan shaadi se pehle
Yeh sab paap hai

Titli ke par
Tikte na ghar pe
Chaal aisi jaise
Phisle butter pe

Nagar ke launde
Sab bigad diye tune
Thik hi toh kiya
Kya hi karte sudhar ke

Dagariya hai tuti
Sambhal ke chal
Teri juti ne rakha
Kayi dilon ko masal

Shaam ko chhichhore
Khade hote iss raste pe
Chhori sun rasta apna badal

Tere din ka main chain banun
Raat ka aaraam
Likhwa le tu kamariya pe
Baby mera naam

Drop that nakhra
Yeh aayega na kaam
Make me your makhna
Aaunga tere kaam

Aaye haaye sakhiyan kya kahengi
Aaye haaye kya baatein karengi
Aaye haaye badi laaj hai aati
Aaye haaye badnaam karengi

Aaye haaye sakhiyan kya kahengi
Aaye haaye kya baatein karengi
Aaye haaye badi laaj hai aati
Aaye haaye badnaam karengi

Tu titli titli titli li
Bann ke chali jo chali
Jo chali li

Nahi dekhenge tujhko
Toh baat karenge kaise
Aah aah

Chunari mein laga daag saiyan
Jaaun main ghar kaise
Chunari mein laga daag saiyan
Jaaun main ghar kaise

Chunari mein laga daag saiyan
Jaaun main ghar kaise
Chunari mein laga daag saiyan
Jaaun main ghar kaise


Song Details
Singer : Tony Kakkar, Yohani, Ikka
Lyrics : Tony Kakkar
Music : Tony Kakkar
Director : Adil Shaikh
Label : T-Series

Post a Comment

0 Comments

close