Kwahish puri karta hain
Khatme doori karta hain
Kehta hain sab toota taara
Kaam jaroori karta hain
Marham deh ke door kare yeh
Dard bhi chorega
Par toota taara phir toota hain
Dil kya jorega
Par toota taara phir toota hain
Dil kya jorega
Rehna saka jab tere bin
Toote taare ko ak din
Rehna saka jab tere bin
Toote taare ko ak din
Dil ke kehne main aakhir
Maine dua bheji lekin
Laut ke oh aayi
Puri na ho payi
Sab kehta tha yeh na
Kisi ko khali mohrega
Par toota taara phir toota hain
Dil kya jorega
Par toota taara phir toota hain
Dil kya jorega
Taare aa ve taare aa
Sab kuch hareya taare aa
Taare aa ve taare aa
Sab kuch hareya taare aa
Song Details
Singer : Stebin Ben
Lyrics : Kumaar
Music : Sham Balkar
Label : Zee Music Company
0 Comments