CHINTA NA KAR Lyrics - Hungama 2

Chinta Na Kar Lyrics from Hungama 2 is a New Hindi song sung by Nakash Aziz & Neeti Mohan from Bollywood movie 'Hungama 2'. Lyrics of this song are written by Sameer and music given by Any Malik. 

CHINTA NA KAR Lyrics - Hungama 2

Chinta Na Kar Lyrics

Tu nahi toh main nahi
Main nahi toh tu nahi
Saasein chale tu hai jahan
Main hoon wahin

Tu nahi toh main nahi
Main nahi toh tu nahi
Tujhse meri saasein chale
Tu hai jahan main hoon wahin

Chinta na na na
Chinta na kar
Saath kaatenge hum
Jindagi ka saafar

Chinta na na na
Chinta na kar
Saath kaatenge hum
Jindagi ka saafar

Main tere ishq mein
Bechain rehne laagi
Main tujhe de doon jan
Jaah meri kehne laagi

Ek lamha vi door na honge
Ek lamha vi door na honge
Chahtein na kabhi hongi kaam

Chinta na na na
Chinta na kar
Saath kaatenge hum
Jindagi ka saafar

Chinta na na na na
Chinta na kar
Saath kaatenge hum
Jindagi ka saafar

Chal chale hum waha
Behti mohabbat jaha
Tu jaha saath hai
Hain meri duniya waha

Meri manzil hai tu
Teri manzil hoon main
Meri manzil hai tu
Teri manzil hoon main
Tujhpe main mar miti main khatam

Chinta na na na
Chinta na kar
Saath kaatenge hum
Jindagi ka saafar

Chinta na na na
Chinta na kar
Saath kaatenge hum
Jindagi ka saafar

Ho chinta na na na
Chinta na kar
Saath kaatenge hum
Jindagi ka saafar


Song Details
Singer : Nakash Aziz, Neeti Mohan
Movie : Hungama 2
Lyrics : Sameer
Music : Anu Malik
Label : Eagle Music

Post a Comment

0 Comments

close