Main Jis Din Bhulaa Du Lyrics - Jubin Nautiyal x Tulsi Kumar

Main Jis Din Bhulaa Du Lyrics by Jubin Nautiyal : T-Series presents brand new Hindi song "Main Jis Din Bhulaa Du" sung by Jubin Nautiyal & Tulsi Kumar and this new song featuring Himansh Kohli & Sneha Namanandi. Lyrics of this new track are written by Manoj Muntashir and music given by Rochak Kohli while music video directed by Navjit Buttar. 

Main Jis Din Bhulaa Du Lyrics - Jubin Nautiyal x Tulsi Kumar

Main Jis Din Bhulaa Du Lyrics

Dil ne mere tere dil se kaha
Ishq toh hai wahi jo hai Be-intehaan
Tune kabhi jaana hi nahi
Main humesha se tera tera hi raha

Ke jabtak jiyun main jiyun sath tere
Phir chand ban jaaun teri gali ka

Main jis din bhula du tera pyar dil se
Woh din aakhri ho meri zindagi ka
Main jis din bhula du tera pyar dil se
Woh din aakhri ho meri sindagi ka

Na thehrega koi aankhon mein meri
Na thehrega koi aankhon mein meri
Ho na sakunga main aur kisi ka

Main jis din bhula du tera pyar dil se
Woh din aakhri ho meri zindagi ka
Meri zindagi ka

Main woh khwaab hu jo kisi ne na dekha
Woh kissa hu main jo bin tere tha aadha

Haan main woh khwab hu jo kisi ne na dekha
Woh kissa hu main jo bin tere tha aadha
Koyi cheez jachti nahi hai kasam se
Mere haath mein tere hathon se zyaada

Mere raat din vi likhe naam tere
Mere raat din vi likhe naam tere
Zara haal dekho deewangi ja

Main jis din bhula du tera pyar dil se
Woh din aakhri ho meri zindagi ka
Main jis din bhulaa du tera pyar dil se
Woh din aakhri ho meri zindagi ka

Haan mila toh mujhe tu magar der se kyun
Hamesha mujhe yeh shikayat rahegi
Lagale gale se mujhe bin bataye
Umar bhar tujhe yeh ijazat rahegi

Mujhe ab koi gham rula na sakega
Ke tu hai bahana meri hansi ka
Main jis din bhula du tera pyar dil se
Woh din aakhri ho meri zindagi ka

Na thehrega koi aankhon mein meri
Ho na sakunga main aur kisi ka
Main jis din bhula du tera pyar dil se
Woh din aakhri ho meri zindagi ka
Meri zindagi ka


Main Jis Din Bhulaa Du Song Details
Lyrics : Manoj Muntashir
Music : Rochak Kohli
Label : T-Series

Post a Comment

0 Comments

close