Kishore Kumar - YEH SHAAM MASTANI Lyrics | Kati Patang

Kishore Kumar

YEH SHAAM MASTANI LYRICS

Yeh Shaam Mastani lyrics from movie 'Kati Patang', sung by one of the all time everyone's favourite singer Kishore Kumar is a romantic evergreen hindi song starring Rajesh Khanna and Asha Parekh.

Yeh Shaam Mastani lyrics written by Anand Bakshi and music given by very popular music director R.D Burman. 

Yeh Shaam Mastani song released on the music label of Saregama India Ltd.

Kati Patang movie directed by Shakti Samanta.


YEH SHAAM MASTANI Lyrics

Yeh shaam mastani, madhosh kiye jaye
Mujhe door koi khinche, teri aur liye jaye
Yeh shaam mastani, madhosh kiye jaye
Mujhe door koi khinche, teri aur liye jaye

Door rahati hai to, mere paas aati nahi
Hoothon pe tere, kabhi pyaas aati nahi
Aisa lage jaise ke tu, hans ke zahar koi piye jaye

Yeh shaam mastani, madhosh kiye jaye
Mujhe door koi khinche, teri aur liye jaye

Baat jab main karu, mujhe rok deti hain kyon
Teri meethi nazar, mujhe tok deti hain kyon
Teri haya, teri sharam tere kasam mere hoth siye jaye

Yeh shaam mastani, madhosh kiye jaye
Mujhe door koi khinche, teri aur liye jaye

Ek ruthi huyi, taqdeer jaise koi
Khamosh aese hai tu, tasveer jaise koi
Teri nazar, ban ke zubaan lekin tere paigaam diye jaye

Yeh shaam mastani, madhosh kiye jaye
Mujhe door koi khinche, teri aur liye jaye
Yeh shaam mastani, madhosh kiye jaye
Mujhe door koi khinche, teri aur liye jaye

Written by :
Anand Bakshi


SONG DETAILS

Song : Yeh Shaam Mastani
Movie : Kati Patang (1970)
Singer : Kishore Kumar
Lyrics : Anand Bakshi
Music : R. D Burman
Actor(s) : Rajesh Khanna, Asha Parekh and others
Director : Shakti Samanta

Post a Comment

0 Comments

close