Adhura Sa Hai Lyrics - Jogiyaa Rocks | Altamash Faridi


Adhura Sa Hai Lyrics by Jogiyaa Rocks is a latest hindi song from the movie 'Jogiyaa Rocks' sung by Altamash FaridiLyrics of the song written by Saahil Fathepuri while music given by  Sufi Bhatt Vineet Sharma. Starting lyrics of song "Adhura Sa Hai, Mera Aasmaan". 


Adhura Sa Hai  Lyrics - Jogiyaa Rocks

Adhura Sa Hai Mera Aasmaan
Hai adhuri meri daastan
Adhura sa hai mera aasmaan
Hai adhuri meri daastan

Kaise ye batayein kyun ye
Yaadein yaad aa jaati hain
Kaise ye batayein kyun ye
Aake rula jaati hain

K bin tere reh na sakun
Judayi ye seh na sakun
K bin tere reh na sakun
Judayi ye seh na sakun

Tadapta hai dil tere vaste
Kehne lage saaye mere
Hai fir kyun juda tere raaste
Meri raahon se jo hum hain tere

Kaise ye batayein kyun ye
Yaadein yaad aa jaati hain
Kaise ye batayein kyun ye
Aake rula jaati hain

K bin tere reh na sakun
Judayi ye seh na sakun
K bin tere reh na sakun
Judayi ye seh na sakun
K bin tere reh na sakun
Judayi ye seh na sakun

Written by :
Saahil Fathepuri

Adhura Sa Hai - Music Video


SONG DETAILS :
Song - Adhura Sa Hai
Movie - Jogiyaa Rocks
Singer - Altamash Faridi 
Lyrics - Saahil Fathepuri
Music - Sufi Bhatt, Vineet Sharma 
Label - Zee Music Company

Post a Comment

0 Comments

close