Shipa Rao
AAJ JAANE KI ZID NA KARO LYRICS
Aaj Jaane Ki Zid Na Karo Lyrics
Baat bas se nikal chali hai
Dil ki halat sambhal chali hai
Ab junoon had se badh chala hai
Ab tabiyat behaal chali hai
Yunhi pehlu mein baithe raho
Yunhi pehlu mein baithe raho
Aaj jaane ki..
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Laakh paigaam ho gaye hain
Jab saba ek pal chali hai
Jaao ab so raho sitaaron
Dard ki raat ab dhal chali hai
Yunhi pehlu mein baithe raho
Yunhi pehlu mein baithe raho
Aaj jaane ki..
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jane ki zid na karo
Zid na karo...
Zid na, zid na karo
Zid na, zid na karo
Zid na karo..
Zid na, zid na karo
Haayw mar jaayenge
Hum toh lutt jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zidd na karo
Written by :
Amitabh Bhattacharya
Aaj Jaane Ki Zid Na Karo Song Details
Singer : Shilpa Rao
Lyrics : Amitabh Bhattacharya
Music : Pritam
Movie : Ae Dil Hai Mushkil
0 Comments